12/27/10

Its a Real Story from
MADHYA PRADESH

Pyaar karna itna bada gunah hai !
1 Ladka aur Ladki aapas me bahut pyaar karte the.
Ladki ke baap ko pata chal gaya,
usne gusse me bijli se chalne wali aari ko ladki ki gardan pe rakh dia.
wo aari ladki ko katne hi wali thi ki achanak..
LIGHT CHALI GAI..
Paas me khada wo ladka chillaya
SHIVRAAJ SINGH JI JINDABAD:-

D MORAL-
Agar sachcha hai aapka pyaar,
To sath hai Aapke
MADHYA PRADESH Sarkar

No comments:

 
Copyright 2009 eSetu.Net. Powered by Blogger
Blogger Templates created by Deluxe Templates
Blogger Showcase